ONLINE COMPLAINT KAISE KARTE HAI
hello dosto me aaj aap logo ko batane ja raha hoo ki agar koi adhikari ya aap ke gram prdhan ya fir aap ke gram sabha ke kotedar ya fir bank ka koi bhi karmchari ho kisi ke bhi khilaf aap apne ghar par baite online complaint kar sakte hai
KAISE ONLINE KARE
app ko
online shikayat karni hai sabase pahle aap ko mukhya mantri ne ek portal
banaya hai vaha par aap ko jakar ke online complaint karena hoga
complaint karne ke liye yahan click kare
jab aap site khole ge to vaha aap se aap ka number maga jayega aap apna number dal kar complaint kar sakte hai
aap apna number jalege to aap ke mobile number par ek OTP aayegi jo OTP ko aap ko vaha dalana hai uske bad me aap se aapki prasnal detail magi jaye gi uske bad aap ka compmaint submit kar dege dena ke bad aap ko ek rasid mil jayegi uske bad aap me mob no par massege aajaye ga jisme aap ko avedan number prapt ho jayegi
KABTAK AAP KE COMPLAINT KI SUNWAI HOGI
online karne ke 8 -10 din ke bad aap online check kar sakte hai ki maine jo complaint diya tha uska kyo hua agar aap ke pass computer ya leptop nahi nahi hai to aap mobile me ek apps downlaod kar ke dekh sakte hai mob aap ka name jansunwai
hai au dekh sakte hai aur jan sakte hai ki maine jo colaint kiya tha uska kyo hua dosto is post me itna hi hum apne agle post me aap ke liye kuchh naya le ke aayege thank